Hum Hi Wafa Shikan The Chalo Hum Hi Bewafaa, Tum To Wafaa Shnaas The Tum Kiun Badal Gaey??
Kahan Talaash Kroge- um Mujh Jesa Shakhs
Kahan Talaash Kroge- um Mujh Jesa Shakhs, Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe Aur Tumse Piyar Bhi Kare.
Aankhain Zulfain Jhumke Chehra Kangan Bindyaa
Aankhain Zulfain Jhumke Chehra Kangan Bindyaa, Haaey DIL Haar Gaey Hum Tujhe Be Naqaab Dekh Kar..
Hasb-e-Zrorat Hum Le Lety Hain
Woh Ek Baat Bohat Talkh Kahi Thi Usne
Woh Ek Baat Bohat Talkh Kahi Thi Usne, Baat To Yaad Nahi! Yaad Hai Lehja Uskaa...
Dil Ka Aalam Hai Ek Darya Sa
Main Tanha Tha Main Tanha Hun
Rah-e-Muhabbat Me Ajab Sa Huaa Hai Haal Aana
Rah-e-Muhabbat Me Ajab Sa Huaa Hai Haal Aana, Na Zakham Nazar Aata Hai Na Dard Saha Jata Hai....
Mujhse Mat Pooch Mery Mehboob Ki Saadge Ka Andaz
Mujhse Mat Pooch Mery Mehboob Ki Saadge Ka Andaz Nazrain Bhai Mujhpe Thin Aur Parda Bhi Mujhse Tha.
Mera Tauajub Ajab Nahi Hai
Mera Tauajub Ajab Nahi Hai Woh Pehly Saa Ab Nahi Hai, WAFA Ka Kiya Gila Karoon Main Uss Sy Woh Mera Kab Tha Jo Abb Nahi Hai.
Ehsas Nahi Tha Keh Tanha Hun Aaj Kal
Ehsas Nahi Tha Keh Tanha Hun Aaj Kal, Tune Sawal Chera Keh Acha Nahi Kiya.
Hazaron Deep Jala Kar Jo Aap Bujh Jaey
Hazaron Deep Jala Kar Jo Aap Bujh Jaey, Hum Uss Chiragh Ke Bhujne Ka Gham Nhi Karty.
Mera Akss Mujhse Ulahj Para To Girah Khuli
Mera Akss Mujhse Ulahj Para To Girah Khuli, Kabhi Main Bhi Chera Shnas Tha, So Nahi Raha.
Pehly kbhi Dunya say Muhabbat Nhi Mangy
Pehly Kbhi Dunya Say Muhabbat Nhi Mangy, Ya Qahat Tery Hijar Kay Doran Pada Ha
Laonga Kahan Se Judai Ka Hosla
Laonga Kahan Se Judai Ka Hosla, Kun Is Qadar Mery Qareeb Agay Ho Tum .
Sad Death Urdu Shayari Image Kaash Woh Mout Hoti To
Kaash Woh Mout Hoti, To Ek Din Mujhe Mil Hi Jaati...!!!
The Greatest Challenge In Life
The Greatest Challenge In Life Is Discovering Who You Are. The Second Greatest Is Being Happy With What You Find...!!!
Urdu Facebook Images Shayari Meri Khushi Meri Zindge Mukammal Ho Jaey
Meri Khushi Meri Zindge Mukammal Ho Jaey, Jo "TU" Mile Meri Bandgee Mukammal Ho Jaey...!!!
Urdu Facebook Shayari Image Woh Tujhko Bhoole Hain To Tujhpe Bhi Lazim Hai Meer
Woh Tujhko Bhoole Hain To Tujhpe Bhi Lazim Hai Meer, Khaak Daal, Aag Laga, Naam Na le, Yaad Na, Kar...!!!


















