Kitna Lutf Deta Hai Us Jagah Tanha Beth Kay Rona, Jahan Roz Wo Meri Sanson Se Bhi Zaida Kareeb Hota Tha...
Kabhi Yaadein Kabhi Baatein Kabhi Beeti Mulaqaatein
Kabhi Yaad'ein, Kabhi Baat'ein, Kabhi Beeti Mulaqaat'ein, Bohat Kuch Yaad Aata Hai Tumhare Yaad Aane Se.
Kaash Ke Koi Hamara Bhi Hota
Kaash Ki Koi Hamara Bhi Hota, Seena Taan Ke Chalte Ishq Ki Galiyon Me..!!
Kia Rah Badhlne Ka Gilah Humsaferon Se
Kia Rah Badhlne Ka Gilah Humsaferon Se, Jis Rah Se Chale Tere Dar-o-Baam Hi Aaye..
Kyaa Surmaa Bhari Aankhoon Se Aansuu
Kyaa Surmaa-Bharii AaNkhoN Se AaNsuu NahiiN Behtey?? Kyaa Mehandii Lage HaathoN Se Maatam NahiiN Hotaa??
Kahan Woh ShoKhiyaan Pehle Si Ab Kuch Bhi Nahi BaaQi
Kahan Woh ShoKhiyaan Pehle Si Ab Kuch Bhi Nahi BaaQi, Chaley Aaye Ho Tum Kiya Khojne Be-Jaan Aankhon Main…
Kiya Zarori Hay Kay Hum Haar Ke Jeetain
Kiya Zarori Hay Kay Hum Haar Ke Jeetain, Ishq Ka Khail Barabar Be To Ho Sakta He.!!
Khilonoon Ki Jagah DiL Toottay Hain
Khilonoon Ki Jagah DiL Toottay Hain, Ke Guriya Ab Bari Honay Lagi Hai..!!
Koshish Se Badal Jaati Hain TaQdeerein
Koshish Se Badal Jaati Hain TaQdeerein, De Kar Ilzaam Qismat Ko Or Dil Ko Behlaya Nahi Jata...
Khamoshi Ne Uski Sab Bayaan Kar Diya
khamoshi ne uski sab bayaa.n kar diya Gunahon me uske muje fana kar diya Likhi sunhari takdeer mere KHUDA ne Usne ek lamhe me sab tabaah kar...
Kuch Pehre Daaron Ko Muqqadar Ke Shehr Me Daudaaon
Kuch Pehre Daaron Ko Muqqadar Ke Shehr Me Dau Duon, Meri Qismat Ki Lakiron Se Tumara Naam Laa Pata Hai.
♥♥♥Kitab-e-Taqdeer Se Kya Shikwa Karun Aye Dil-e-Nadan♥♥♥
Kitab-e-Taqdeer Se Kya Shikwa Karun Aye Dil-e-Nadan, Jab Har Shay Ne Mit Jana Hai To Khwahish Kaisi??
KHUDA Ka Shukar Hai Jo Usne Khwaab Banaa Diye
KHUDA Ka Shukar Hai Jo Usne Khwaab Banaa Diye, Warna Tamanna Tujhse MiLne Ki Kabhi Puri Na Hoti...!!
Kab Tak Tere Freaib Ko Ek Haadsa Kahon
Kab Tak Tere Freaib Ko Ek Haadsa Kahon, Ey ISHQ TuNe Mera Tmasha Bana Diya.
Kahan Talaash Kroge- um Mujh Jesa Shakhs
Kahan Talaash Kroge- um Mujh Jesa Shakhs, Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe Aur Tumse Piyar Bhi Kare.
Koi Halchal Na Sada Hai Mujh Mein
Koi halchal na sada hai mujh mein Janay kia toot gaya hai muj mein, Aina mujh ko dikhanay walay Tera chehra hi chupa hai mujh mein, Kitna ge...
Kya Khabar Thi HamEy Mohabbat Ho Jaye Gi
Kya Khabar Thi Hamey Mohabbat Ho Jaye Gi, Hamey To Bus Tera Muskurana Acha Lagta Tha.
Kuch Is Adaa Sey Aaj Wo Pehloo Nasheen Rahay
Kuch Is Adaa sey Aaj Wo, Pehloo Nasheen Rahay, Jab Tak Hamarey Paas Rahay, Hum Nahi Rahay..
Kis Tarha Khatam Karain Unn Sey
Kis Tarha Khatam Karain Unn sey Rishta Apna, Jinko Sochtey Hi Sari Kaiynat Bhool Jatey Hain.
Kashti-E-Jaan To Bhanwar Mein Hy Kaee Barson Sy
Kashti-E-Jaan To Bhanwar Mein Hy Kaee Barson Sy, Ay KHUDA Ab To Bibo Dy, Ya Kinara La Dy......



















