Neendoon Ki Baghawat Se Yeh Nuqsaan Huaa Hai
Neendoon Ki Baghawat Se Yeh Nuqsaan Huaa Hai, Ik Shakhs Key Khawaboon Ko Tarasti Rahien Ankhain...
Neendoon Ki Baghawat Se Yeh Nuqsaan Huaa Hai, Ik Shakhs Key Khawaboon Ko Tarasti Rahien Ankhain...
Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno, Unhon Ne Din Ko Raat Kaha Hum So Gaye..
Apni Neendon Se Kaho Ke Aansuo Ka Jaama Pehan Lain, Aaj Raat Mere Khwaabon Ke Janazey Fursat Se Nikleynge.
Tere Aik Aik Lafz Ko Hazar Matlab Pehnaye Hum Ne, Chain Se Soney Na Diya Teri Adhoori Baaton Ne..