Humein Ehbaab Ki Lambi Qataroon Se Nahi Matlab, Koi Dil Se Hamara Ho To Ik Shakhs Hi Kafi Hai..
Hasti Ko Jis Ne Zalzala Samaan Bna Diya
Hasti Ko Jis Ne Zalzala Samaan Bna Diya, Wo Dil Qaraar Paye, Muqaddar Ki Baat Hai...!!
Hamare Aansu Bhi Usey Na Khareed Sake
Hamare Aansu Bhi Usey Na Khareed Sake, Logon Ki Muskrahaton Ne Usey Apna Bana Liya..!!
Hum Hi Wafa Shikan The Chalo Hum Hi Bewafaa
Hum Hi Wafa Shikan The Chalo Hum Hi Bewafaa, Tum To Wafaa Shnaas The Tum Kiun Badal Gaey??
Hasb-e-Zrorat Hum Le Lety Hain
Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno
Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno, Unhon Ne Din Ko Raat Kaha Hum So Gaye..
Humne Dil Hi Tod Dala Dharkanon Ke Khof Se
Humne Dil hi Tod dala Dharkanon ke Khof se Basti Mita di Barishon ke Khof se, Kon Kehta hai Hmain ras aa Gyi Zindgi Hum to Yun hi Hans Rahe ...
Hasne Ki Justuju Mein Dabaya Jo Dard Ko
Hasne Ki Justuju Mein Dabaya Jo Dard Ko, Aansoo Hamari Aankh Mein Patthar Ke Ho Gaye.
Ham Ne Dil Ki Kitaab Mein Tere
Ham Ne Dil Ki Kitaab Mein Tere Saaray Waaday Sambhaal Kar Rakhay, Tujh Se Milnay Ke Aur Bichadnay Ke Saaray Khadshay Sambhaal Kar Rakhay....
Har Din Sham Me Dhal Jata Hai
Har din sham me dhal jata hai Har timtima dhup me jal jata hai, Mere man! Is tarah na himmat har Waqkt kaisa Bhi ho badal jata hai.....
Hum To Jal Gaye Us Ki Mohabbat Mein Moam Ki Tarah
Hum To Jal Gaye Us Ki Mohabbat Mein Moam Ki Tarah...! Agar Phir Bhi Wo Humein Bewafa Kahey To Uski Wafa Ko Salam...!!!
Hum Nazuk Nazuk Dil Walay
Hum nazuk nazuk dil walay Bas aisay hi to hotay hain, Kabhi hasty hain kabhi rotay hain Kabhi dil main khuwab piroty hain, Kabhi mehfil mehf...
Hazaron Deep Jala Kar Jo Aap Bujh Jaey
Hazaron Deep Jala Kar Jo Aap Bujh Jaey, Hum Uss Chiragh Ke Bhujne Ka Gham Nhi Karty.
Sad Urdu Shayari Ghazal Ham Nafas Ik Teri Aarzoo Aur Main
Ham nafas.. ik teri aarzu aur main, Koi rishta, shanasaai, kuch bhi nahin Aaina hai mere rubaru aur main, Jugnuon ki talab ka sila yeh mila ...













