Kaash Ke Koi Hamara Bhi Hota
Kaash Ke Koi Hamara Bhi Hota

Kaash Ki Koi Hamara Bhi Hota, Seena Taan Ke Chalte Ishq Ki Galiyon Me..!!

Read more »

MOAT Par Bhi Mujhe YaQen Hai TUM Par Bhi Aitebaar Hai
MOAT Par Bhi Mujhe YaQen Hai TUM Par Bhi Aitebaar Hai

MOAT Par Bhi Mujhe YaQen Hai TUM Par Bhi Aitebaar Hai, Dekhna Hai Pehlay Kon Aata Hai MUJHE Dono Ka INTEZAR Hai..

Read more »

Khilonoon Ki Jagah DiL Toottay Hain
Khilonoon Ki Jagah DiL Toottay Hain

Khilonoon Ki Jagah DiL Toottay Hain, Ke Guriya Ab Bari Honay Lagi Hai..!!

Read more »

Gurur-E-Ishq Tu Apni Muhabbat Pe Karna
Gurur-E-Ishq Tu Apni Muhabbat Pe Karna

Gurur-E-Ishq Tu Apni Muhabbat Pe Karna Tere Ansh Ki Neev Pe Khadi Hai Imaarat Yeh Teri, Hilne Na Degi Tufan Me Bhi Tujko Tere Sindur Se Saji...

Read more »

Koshish Se Badal Jaati Hain TaQdeerein
Koshish Se Badal Jaati Hain TaQdeerein

Koshish Se Badal Jaati Hain TaQdeerein, De Kar Ilzaam Qismat Ko Or Dil Ko Behlaya Nahi Jata...

Read more »

♥♥♥Mohabbat Woh Hai Jisme Mahboob Ki Gulaami Naseeb Ho♥♥♥
♥♥♥Mohabbat Woh Hai Jisme Mahboob Ki Gulaami Naseeb Ho♥♥♥

Mohabbat Woh Hai Jisme Mahboob Ki Gulaami Naseeb Ho, Hukumat To Badshahon Ka Haq Hai Aashiqon Ka Nahi...

Read more »

Jo Puche Meri Nishani Bhi Koi
Jo Puche Meri Nishani Bhi Koi

Jo puche meri nishani b koi Apni ek muskaan tu dena, Jo mange tasveer to koi  Dil me hi apne ek bar jhank lena..

Read more »

Mene Khud Ko Mein Kehna Chhod Diya
Mene Khud Ko Mein Kehna Chhod Diya

Mene Khud Ko "MAIN" Kehna Chhod Diya, Jab Se Ussne Kaha, Tum Meri Ho...

Read more »

Teri Khushiyon Se Tujko Sada Hai Milaana
Teri Khushiyon Se Tujko Sada Hai Milaana

Teri khushiyon se tujko sada hai milaana Isliye ghum apne mujhe sahte jaana, Tere chehere ki rangat se khamosh ab main Tere hi liye ,tera gu...

Read more »

Guzaare Un Lamhon Pe Chadar Ek Dosti Ki Audha Kar
Guzaare Un Lamhon Pe Chadar Ek Dosti Ki Audha Kar

Guzaare un lamhon pe chadar ek dosti ki audha kar Bin pyar ke sang mere pariwar apna basa kar, Barson ke mere sath ko pal bhar me bhula kar ...

Read more »

Ghum Hua Is Kadar Wajood Apna Mita Gaya
Ghum Hua Is Kadar Wajood Apna Mita Gaya

Ghum Hua Is Kadar Wajood Apna Mita Gaya, Takdeer Ne Bhi Usko Kya Se Kya Bana Diya....

Read more »

Kahan Talaash Kroge- um Mujh Jesa Shakhs
Kahan Talaash Kroge- um Mujh Jesa Shakhs

Kahan Talaash Kroge- um Mujh Jesa Shakhs, Jo Tumhare Sitam Bhi Sahe Aur Tumse Piyar Bhi Kare.

Read more »

Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno
Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno

Hamary Aitbar Ki hadh Pochte Ho Lo Suno, Unhon Ne Din Ko Raat Kaha Hum So Gaye..

Read more »

Teri Galiyon Ke Raastey Anjaan Lagtey Hain
Teri Galiyon Ke Raastey Anjaan Lagtey Hain

Teri galiyo k raastey anjaan lagtey hain Ab ye dard bi mujhe mehmaan lagtey hain, Wafa kya karengy meri tarah ye Farishtey Harkato se to ye ...

Read more »

Tumhain Yaad Karti Hun
Tumhain Yaad Karti Hun

Tumhain Yaad Karti Hun, To Khud Ko Bhool Jati Hon, Hadd-E-La-Chari Daikho, Na Tum Mere... Na Mein Apni Hun....

Read more »

Meri Barbaadiyon Par Mujhe Naaz Hai
Meri Barbaadiyon Par Mujhe Naaz Hai

Meri Barbaadiyon Par Mujhe Naaz Hai, PAGAL Hain Wo Log Jo Isey ISHQ Kehtey Hain...  

Read more »

Tujhe Jo Maloom Hotay Wafa Ke Rasm-o-Riwaaj Saray
Tujhe Jo Maloom Hotay Wafa Ke Rasm-o-Riwaaj Saray

Tujhe Jo Maloom Hotay Wafa Ke Rasm-o-Riwaaj Saray, Mohabbaton Main Hamara Qissa, Misaal Hota, Kamaal Hota..!!

Read more »

Aane Ko Kabhi Yuh Bhi Aao Mere Paas
Aane Ko Kabhi Yuh Bhi Aao Mere Paas

Aane Ko Kabhi Yon Bhi Aao Mere Paas, Ky Aane Me Lamha Aur Jaane Me Zindagi Guzar Jaaye..

Read more »

Na Dekh Asmaan Ko Itni Hasrat Se Abb
Na Dekh Asmaan Ko Itni Hasrat Se Abb

Na Dekh Asmaan Ko Itni Hasrat Se Abb, Wo Sitara Tut Gaya Jiss Ki Tujhe Talash Thi..!!

Read more »

Sirf Ek Bar Aao Mere Dil Mein Apni Mohabbat Dekhne
Sirf Ek Bar Aao Mere Dil Mein Apni Mohabbat Dekhne

Sirf Ek Bar Aao Mere Dil Mein Apni Mohabbat Dekhne, Phir Lautne Ka Irada Hum Tum Pe Chor Denge..!!

Read more »
 
Top