Bewafa Logo Ko Hum Se Behter Kon Jane Ga Hum To Wo Dewane Hain Jinhain Ksi Ki Nafrat Sy Bi Pyar Tha.
Urdu Facebook Shayari Image Woh Tujhko Bhoole Hain To Tujhpe Bhi Lazim Hai Meer
Woh Tujhko Bhoole Hain To Tujhpe Bhi Lazim Hai Meer, Khaak Daal, Aag Laga, Naam Na le, Yaad Na, Kar...!!!
Mohabbat Urdu Shayari Tujhe Mohabbat Karna Nahi Aati
Tujhe Mohabbat Karna Nahi Aati, Mujhe Mohabbat Ke Siwa Kuch Nahi Aata...!!!
Zindagi Guzarne Ke Do Hi Tarike Hain
Zindagi Guzarne Ke Do Hi Tarike Hain, Ek Tujhe Nahi Aata, Ek Mujhe Nahi Aata...!!!
Pichle Baras Ye Khof Tha Tuje Kho Na Du Kahin
Pichle Baras Yeh Khof Tha Tuje Kho Na Du Kahi, Ab Ke Baras Dua Hai Tera Saamna Naa Ho...!!!
Usne Kaha Mujhe Bhul Jaao Mene Tumhe Apne Dil Se Nikaal Diya
Usne Kaha Mujhe Bhul Jaao Mene Tumhe Apne Dil Se Nikaal Diya, Sukoon Mila Ye Sun Kar Ke Kabhi To Us Ke Dil Me The Hum...!!!
Badi Mushkil Hai Is Nadaan Dil Ki Khwahish
Badi Mushkil Hai Is Nadaan Dil Ki Khwahish, Ek Shaqs Iska Hona Nahi Chahta, Aur Yeh Use Khona Nahi Chahta...!!!
Apne Siwa Batao Kabhi Kuch Mila Bhi Hai Tumhe
Apne Siwa Batao Kabhi Kuch Mila Bhi Hai Tumhein, Hazaar Bar Li Hai, Tumne Mere Dil Ki Talashiyan...!!!
Mujh Se Juda Hua So Hua Zulm Dekhiye
Mujh Se Juda Hua So Hua Zulm Dekhiye Woh Shakhs Mujh Se Mera Halka-e-Ehbab Le Gya...!!!
Main Intezar Ka Qaail na Thi Magar Tune
Main Intezar Ka Qaail Na Thi Magar Tune Lga Dia Mujhy Deewar Ke Sath Ghri Ki Trah...!!!









