Kahin Tu Likhe ga Wo Dil Ki Sabhi Chupi Baatein...
Kahin Tu Likhe ga Wo Dil Ki Sabhi Chupi Baatein... Kahin Tu Mujh Ko Wo Phir Meri Jaan Likhe ga...
Kahin Tu Likhe ga Wo Dil Ki Sabhi Chupi Baatein... Kahin Tu Mujh Ko Wo Phir Meri Jaan Likhe ga...
Cheray Ka Nisf Hissa Zair-e-Naqab Kar Ky, Kartay Hain Husan Walay Deedaar Me Milaawat.
Ye theek hai nahi marta koi judai mein Khuda kisi ko kisi say magar juda na kray
Doston se bichar kr ye haqeeqat khuli Faraz Dunia HASEEN hai Magar Doston k saath
Tum ISHQ Ki Kashti Mein Qadam Soch K Rakhna.. Dariya-E- MahoBBat K Kinaare nahi Hote..!
Tapak partay hain aansoo jab tumhari Yaad aati hai,, Ye wo Barsaat hai jis ka koi mosam nahi hota...