Tum Hi Se Subaah Ho Meri,
Tum Hi Se Mera Chaand Khilay, Tum Hi Se Chaandni Milay, Tum Hi Se Subaah Ho Meri, Tum Hi Se Meri Shaam Dhalay, Tum Hi Se Mehkay Har Kali...
Tum Hi Se Mera Chaand Khilay, Tum Hi Se Chaandni Milay, Tum Hi Se Subaah Ho Meri, Tum Hi Se Meri Shaam Dhalay, Tum Hi Se Mehkay Har Kali...
Zaban To Keh Nahi Sakti, Tumhein Ehsaas To Hoga Meri Aankhon Ko Parh Lena, Mujhe Tum Se Muhabbat Hai..
Dar Lagta Hai Mujhe Raat K Us Pehar Se "MOHSIN" Utarti Hain Jab DiL K Aangan May yaaden Teri..
Mujh Ko Dhoond Leti Hai Roz Naye Bahany Se .. Teri Yaad Waqif Ho Gayi Hai, Mere Har Thikany Se.
Jaanay Kis Raah Se Aa Jaaey Wo Jaanay Wala.! Hum Ne Har Simt Se Deewar Gira Di Ghar Ki.!
Wo Mehndi lge hath Dikha K Roi, Main kisi or ki hon Wo ye Bta K Roi, Main bola kon hy wo Khushnaseb Wo mehndi se likha hua naam ...