Mujhe Ae Jaanan Tujh Se Gila Nahi Ke Mein Khud Hi Tujh Se Mila Nahi....
Mujhe Ae Jaanan Tujh Se Gila Nahi Ke Mein Khud Hi Tujh Se Mila Nahi.... MEri Zindagi Bhi Azaab Hai Teri Zindagi Bhi Azaab Hai...
Mujhe Ae Jaanan Tujh Se Gila Nahi Ke Mein Khud Hi Tujh Se Mila Nahi.... MEri Zindagi Bhi Azaab Hai Teri Zindagi Bhi Azaab Hai...
Hum Bhi Kiya Hain Bhare Phirte Hain Badal Ki Tarha.... Aur Ankhon Se Chalak Jata Hai Jab Pani Bhi..
Shukriya Tera Ke Tou Ne Humen Zinda Rakha.... Hum Ko Mehromi KA Ihsaas Dilane Wale....
Bicharr Gaye Hum Dono Anna Ko Beech Main Laaa Kar... Usay Mera Mujhy Usska, Khassara Maar Daaly Ga...!!!
Rehta Hai AB youn Zikkar Tumhara Tabeeb Se...!!! Goya Tumhari Yaad Hi Mera Elaaj Hai...!!!
Humari Istiqamat Se Zamana kho0b Waqif Hai..! Na Hum Ne Manzilein Badlin, Na Hum Ne Yaar Badlay Hain..