Dost shabd ko hi Apmaniyat jo kar gaya
Mang Sindur saja ke jo anjan kar diya,

Kaise bhul skti vo lamhe jo gujaare

Swarth me apne na vo Insaan b rah gaya,

Har bar sajisho ko range hatho hai pakda

Insaan nh par jo fareb ka hai putla,

Mit gaya shikwa b ab khuda se mere

Kya krti muje vo pura jo ishq ka arth bhi na samjha....

Post a Comment

 
Top